kitab ghar website logo





 





Jazzam is a social romantic novel by Bushra Saeed, who very expertly and beautifully developed a story with the theme that Allah puts us human in hardships to test us and then award us accordingly. Allah not only award the rightous people but also do not turn away from the sinners and misguided persons, instead HE gives them many chances to come back to the right path. The only condition is to call for HIS blessings with sincerity and true heart. It does not matter who is calling HIM, innocent AISHA (character of this novel) OR illicit JASIA. Allah always listens to everyone, sends HIS blessings to everyone. So we should never disheart from HIS Kindness. Jazzam hamaray muashray mein moujood aise logoN ki kahani hay jo sirf khahishat ke ghulam hain, unhi ki ibadat kerte hain, nafs ko apna khuda bana lete hain. Phir unhain khahishaat ka koRh nikal aata hay. KoRhi ho jatay hain yeh log, lekin inka koRh kisi ko nazer nahi aata. Hamein tou sirf inke khubsurat chahray nazer aatay hain jin se mutasir ho ker hum bhi in jaisa ban'na chahtay hain, lekin jab unke ghanaunay batin ayaN hotay hain tou sab hi unse ghhin khatay hain, nafrat kerte hain. Lekin woh wahdahu la shareek kisi se nafrat nahi kerta. Woh REHMAN hay RAHIM hay, apnay bandoN se mohabbat kerta hay or gunahgaroN ko sambhalnay ka moqa zuroor deta hay. Yeh apna apna naseeb hay keh koi us say faiedah uThata hay ya nahi. Ager koi is moqay se faiedah uTha ker sambhal jaye, apnay gunahoN se toba ker lay tou Allah tala usay muaf ker deta hay or usay apni rahmatoN se nawazta hay or jo insaan musalsal na fermani kerta hay or gunahoN ki raah ikhtayar kie rahta hay tou bil akhir tabahi ke gahray ghar mein ja girta hay.


   This book is available in 2 Formats:    A-  .GIF Images   &   B-  PDF File

Click Here to Read online or Download in PDF Format for free.
You can read online either on Unicode or Image Format
while you download your copy of the book.


[ Link Us ]      [ Contact Us ]      [ FAQs ]      [ Home ]      [ FB Group ]      [ kitaabghar.org ]   [ Search ]      [ About Us ]


Site Designed in Grey Scale (B & W Theme)