kitab ghar website logo





 


Ibn-e-Safi (also spelled as Ibne Safi) (Urdu: ??? ???) was the pen name of Asrar Ahmad, a best-selling and prolific fiction writer, novelist and poet of Urdu. The word Ibn-e-Safi is a Persian expression which literally means Son of Safi, where the word Safi means chaste or righteous. He wrote from the 1940s in India, and later Pakistan after the partition of British India in 1947.

His main works were the 124-book series Jasoosi Dunya (The Spy World) and the 120-book Imran Series, with a small canon of satirical works and poetry. His novels were characterized by a blend of adventure, suspense, violence, romance and comedy, achieving massive popularity across a broad readership in South Asia



Shaitan Sahib urdu jasoosi adab ke bani Ibn-e-Safi ke tanzia mazahia mazameen per mushtamil intikhab hay, Ibn-e-safi na sirf bay misal jasoosi action adventure kahanian likhtay thay balkeh aik ba kamal shayer or bahtareen mazah nigar bhi thay. Unke tanz o mazah per mushtamil mazameen akser rasaiel or magazines mein Taghral Khan ke qalmi name se chhaptay rahay. Zer nazer kitaab Shaitan Sahib Ibne Safi ke aise hi chand aik tanzia or mazahia mazameen per mushtamil hay, jo yaqinan aap ko pasand aien ge. Aik tajzia nigar ke alfaaz mein, ager ibn-e-safi sanjidgi se mazah nigari ki taraf maiel hotay tou aaj Shafiq ur Rehman or Col. Muhammad Khan ke darmayan kahin khaRay hotay. Kitaab mein derj zail mazameen shamil hain: Aik Raat, Shaitan Sahib, Meri Sawaneh Umri, Tajassus ki Naak, RisaloN ke Israr, Farar, Huqooq o Faraiez, Qawaid-e-Urdu, Ikhtalaj Nama, Jaganay walay, Aik Yadgar Mushaira, Mein us say mila. Kitaab ke akhri safhaat mein Ibn-e-Safi ki shayeri ke bhi kuchh namunay die gaye hain, jo yaqinan Ibn-e-safi ke maddahoN ke lie khush aiend baat hay.


   This book is available in 2 Formats:    A-  .GIF Images   &   B-  PDF File

Click Here to Read online or Download in PDF Format for free.
You can read online either on Unicode or Image Format
while you download your copy of the book.


[ Link Us ]      [ Contact Us ]      [ FAQs ]      [ Home ]      [ FB Group ]      [ kitaabghar.org ]   [ Search ]      [ About Us ]


Site Designed in Grey Scale (B & W Theme)