kitab ghar website logo





 

Tayagi aik aisi achhuti or munfarid dastan hay, jisay qaereen paRhtay hoe uski dilchaspioN or ranginioN mein kho jaienge. UmangoN, ArzooN or jazboN se bharay hoe aik nojawan ki dastan, dunia ne uske saath bohot zi zayadatian kien, in rawaioN se tang aa ker, usne apni zindagi khatam karne ka faisla ker lia, lekin qudrat ke khel niralay hotay hain. Abhi uski zindagi mein bohot se aise waqieat pesh anay thay jo dilchasp bhi thay or anokhay bhi. Aik pur israr or an dekhi quwwat uske sath shamil ho gaie. Uska kahna tha keh woh uske lie takhleeq ki gaie hay or isay uske lie zinda rahna hoga. Is anokhi or pur israr quwwat ne uski zindagi ka rukh yaksar tabdeel ker dia. Uski zindagi herat angaiz waqeat se pur ho gaie. Woh bhi is quwwat ko chahnay laga, jisne uski zindagi ka dhara tabdeel ker dia tha. Zindagi se farar hasil kerne walay is nojawan ki dastan-e-herat, jiski zindagi ki zaamin aik pur israr quwwat ban gaie thi

Go to Page :


Download the PDF version for Offline Reading (Coming Soon)

(use right mouse button and choose "save target as" OR "save link as")

A PDF Reader Software (Acrobat OR Foxit PDF Reader) is needed for view and read these Digital PDF E-Books.

Click on the image below to download Adobe Acrobat Reader 5.0


[ Link Us ]      [ Contact Us ]      [ FAQs ]      [ Home ]      [ FB Group ]      [ kitaabghar.org ]   [ Search ]      [ About Us ]


Site Designed in Grey Scale (B & W Theme)